Skip to main content

Tu Jo Mila lyrics - Bhajrangi Bhaijaan (2015)

Tu Jo Mila lyrics 


Tu Jo Mila Song Details :

Song : Tu Jo Mila

Album : Bhajrangi Bhaijaan  (2015

Singer : Javed Ali 

Music : Pritam Chakraborty 

Lyrics : Kausar Munir 

Starring : Salman Khan, Kareena Kapoor.

Tu Jo Mila lyrics

Tu Jo Mila Song lyrics 


Ashiyaana tera saath mere hai na
Dhoondhte teri gali mujhko ghar mila

Aab-o-daana tera haath mere hai na
Dhoondte tera khuda mujhko rab mila

Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil

Tu jo mila haa aasaan hui manzil
Kyunki tu..dhadkan..main dil…

Dekhna na mudke
Ja chali ja ud ke

Ja tujhe bhool se bhi na lage nazar
Neend teri de jaa

Deed mere le jaa
Jaa ki teri raat ko mill gayi sehar

Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil.. Haan!

Mushqil sahi haa aasaan hui manzil
Kyunki tu..dhadkan..main dil…
O…

Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil.. Haan!

Tu jo mila haan aasaan hui mushqil
Kyunki tu..dhadkan..main dil..

Written by Kausar Munir

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...